Maloom Ho Ki Dard Kya Hai?
Kho Jaao Mujhmein To Maloom Ho Ki Dard Kya Hai?
Ye Wo Kissa Hai Jo Jubaan Se Bayaan Nahi Hota.
खो जाओ मुझमें तो मालूम हो कि दर्द क्या है?
ये वो किस्सा है जो जुबान से बयाँ नहीं होता।
Aaj Bhi Pyari Hai Mujhe Teri Har Ek Nishaani,
Fir Chaahe Wo Dil Ka Dard Ho Ya Aankhon Ka Pani.
आज भी प्यारी है मुझे तेरी हर एक निशानी,
फिर चाहे वो दिल का दर्द हो या आँखों का पानी।
Jo Taar Se Nikli Hai Wo Dhun Sabne Suni Hai,
Jo Saaz Par Beeti Hai Wo Dard Kis Dil Ko Pata.
जो तार से निकली है वो धुन सबने सुनी है,
जो साज़ पर बीती है वो दर्द किस दिल को पता।
Uske Na Hone Se Kuchh Bhi Nahi Badla Mujhmein,
Bas Jahan Dil Rehta Tha Wahan Ab Sirf Dard Rehta Hai.
उसके न होने से कुछ भी नहीं बदला मुझमें,
बस जहाँ दिल रहता था वहाँ अब सिर्फ दर्द रहता है।
Sheesha To Tootkar Apni Kashish Bata Deta Hai,
Dard To Uss Patthar Ka Jo Tootne Ke Kabil Bhi Nahi.
शीशा तो टूट कर अपनी कशिश बता देता है,
दर्द तो उस पत्थर का है जो टूटने के काबिल भी नहीं।
Jubaan Par Jab Kisi Ke Dard Ka Afsaana Aata Hai,
Humein Reh-Reh Ke Yaad Apna Dil-e-Deewana Aata Hai.
जुबां पर जब किसी के दर्द का अफ़साना आता है,
हमें रह-रह के याद अपना दिल-ए-दीवाना आता है।