Ye Sher Samajh Nahi Aayega

Jahaan Ki Gurbat Mein Sukoon Nahi Aayega,
Gham-e-Tohin Se Qabool Nahi Aayega,
Maaklool Ki Fitrat Hai Ye Kaafir,
Dimaag Fat Jayega Par Ye Sher Samajh Nahi Aayega.
जहान की गुरबत में सुकून नहीं आएगा,
गम-ए-तौहीन से क़बूल नहीं आएगा,
मकलूल की फ़ितरत है ये काफ़िर,
दिमाग फट जाएगा पर ये शेर समझ नहीं आएगा।

Mere Dost Tum BhI Likha Karo Shayari,
Tumhara Bhi Meri Tarah Naam Ho Jaayega,
​Jab Tum Par Bhi Padenge Ande Aur Tamaatar,
​​​To Shaam Ki Sabji Ka Intezaam Ho Jaayega.
मेरे दोस्त तुम भी लिखा करो शायरी,
तुम्हारा भी मेरी तरह नाम हो जाएगा,
जब तुम पर भी पड़ेंगे अंडे और टमाटर,
​तो शाम की सब्जी का इंतज़ाम हो जाएगा।

Related Shayari

Shayari Categories