Dil Dukhakar Akela Chhod Gaye
Kisi Ko Fursat Nahin Jakhmon Ko Sahlane Ki,
Najaren Badal Jati Hain Apne Aur Beganon Ki,
Tum Bhi Mera Dil Dukha Kar Akela Chhod Gaye,
Ab Tamanna Na Rahi Kisi Se Dil Lagane Ki.
किसी को फुर्सत नहीं जख्मों को सहलाने की,
नजरें बदल जाती हैं अपने और बेगानों की,
तुम भी मेरा दिल दुखाकर अकेला छोड़ गये,
अब तमन्ना न रही किसी से दिल लगाने की।
Dil Ke Zakhm Jab Seene Ke Bhar Jayenge,
Aansoo Bhi Moti Bankar Bikhar Jayenge,
Mat Poochhna Kis Kisne Dil Dukhaya,
Warna Kuchh Chehre Benkab Ho Jayenge.
दिल के जख्म जब सीने के भर जायेंगे,
आँसू भी मोती बनकर बिखर जायेंगे,
मत पूछना किस किसने दिल दुखाया,
वरना कुछ चेहरे बेनकाब हो जायेंगे।
Kabhi Koi Apna Ajnabi Ban Jata Hai,
Kabhi Kisi Ajnabi Se Pyaar Ho Jata Hai,
Jaruri To Nahin Chahne Wale Se Hi Pyaar Ho,
Kabhi Dil Dukhane Wale Se Pyaar Ho Jata Hai.
कभी कोई अपना अजनबी बन जाता है,
कभी किसी अजनबी से प्यार हो जाता है,
जरूरी तो नहीं चाहने वाले से ही प्यार हो,
कभी दिल दुखाने वाले से प्यार हो जाता है।