Soorat Se Jo Jahir Hai
Apni Soorat Se Jo Jahir Hai Chhupayein Kaise,
Teri Marzi Ke Mutaabik Najar Aayein Kaise.
अपनी सूरत से जो जाहिर है छुपायें कैसे,
तेरी मर्जी के मुताबिक नजर आयें कैसे।
Apne Kheton Se Bichhadne Ki Saza Paata Hoon,
Ab Main Raashan Ki Qataaron Mein Najar Aata Hoon.
अपने खेतों से बिछड़ने की सज़ा पाता हूँ,
अब मैं राशन की क़तारों में नजर आता हूँ।
Kuchh Pal Jarooraton Ke Saath Kya Gujaare,
Munh Fula Ke Baithh Gayin Hain Sab Khwahishein.
कुछ पल जरूरतों के साथ क्या गुजारे,
मुँह फुला कर बैठ गईं हैं सब ख्वाहिशें।
GalatFehmi Mein Jeene Ka Mazaa Kuchh Aur Hi Hai,
Varna Hakeeqatein To Aksar Rula Deti Hain.
ग़लतफहमी में जीने का मज़ा कुछ और ही है,
वरना हकीकतें तो अक्सर रुला देती हैं।
Utra Hai KhudSari Pe Wo Kachcha Makaan Ab,
Laazim Hai Barishon Ka Miyaan Intehaan Ab.
उतरा है खुदसरी पे वो कच्चा मकान अब,
लाजिम है बारिशों का मियां इम्तिहान अब।