Zikr Anjaam-e-Mohabbat Ka
Zikr Hua Anjaam-e-Mohabbat Ka Kabhi,
Waqt Ne Pesh Kiya Hunko Misaalon Ki Tarah.
जिक्र हुआ अंजाम-ए-मोहब्बत का कभी,
वक़्त ने पेश किया हमको मिसालों की तरह।
Abhi Kuchh Pal Baaki Hai Zindagi Ke,
Laut Aao Tum Kahein Se Mohabbat Saans Leti Hai.
अभी कुछ पल बाकी है जिंदगी के,
लौट आओ तुम कहीं से मोहब्बत सांस लेती है।
Kis Ghadee Likhi Kismat Meri Ai Khuda,
Waqt Bhi Ruk Gaya Ek Mukaam Ke Baad.
किस घड़ी लिखी किस्मत मेरी ऐ खुदा,
वक़्त भी रुक गया एक मुकाम के बाद।
Nibhee Na Waqt Ki Hum Mohabbat Karne Waalon Se,
Hawa Bhi Ulajhati Rahi Un Tootati Tanaabon Se.
निभी न वक़्त की हम मोहब्बत करने वालों से,
हवा भी उलझती रही उन टूटती तनाबों से।
Milakar Bichhadne Mein Har Lamha Gujar Gaya,
Do Pal Bhi Na Mile Haal-e-Dil Sunaane Ko.
मिलकर बिछड़ने में हर लम्हा गुजर गया,
दो पल भी न मिले हाल-ए-दिल सुनाने को।