Aankhon Pe Yakeen Aaya Nahin

Arse Baad Dekha Use Aankhon Pe Yakeen Aaya Nahin,
Waqt Uske Jism Ka Sab Sange-Marmar Pee Gaya.
अरसे बाद देखा उसे आँखों पे यकीं आया नहीं,
वक़्त उसके जिस्म का सब संगे-मरमर पी गया।

Badal Jati Hai Insaan-e-Fitrat Waqt Badlne Se,
Chaand Bhi To Hamesha Ek Sa Nahin Rahta.
बदल जाती है इंसान-ए-फितरत वक़्त बदलने से,
चाँद भी तो हमेशा एक सा नहीं रहता।

Kehne Ko Sab Apne Hain Is Duniya Mein Magar,
Waqt Ke Saath Chehare Se Nakaab Utar Jaate Hain.
कहने को सब अपने हैं इस दुनिया में मगर,
वक़्त के साथ चेहरे से नकाब उतर जाते हैं।

Har Ek Baat Kah Di Bas Ek Jabaab Ne,
Hunen Sikhaaya Waqt Ne Tumhen Kitaab Ne.
हर एक बात कह दी बस एक जबाब ने,
हमें सिखाया वक़्त ने तुम्हें किताब ने।

Related Shayari

Shayari Categories